Tu Agar Kaash Samajh Paye - Unplugged Lyrics

The Zoya Factor
Shankar Mahadevan , Ehsaan Noorani , Loy Mendonsa
Arijit Singh
Amit Bhattacharya

Tu Agar Kaash Samajh Paye - Unplugged Song Lyrics in English

meherbani hai taqdeero ki
jo teri meri rahe yu aa ke mili hai
hai ye kahani un lakeero ki
jo tere mere hatho ki jud rahi hai
ek rait ka sehra hu main
barish ki fiza hai tu
aadha likha ek khat hu main
aur khat ka pata hai tu
tu agar kash samajh paye
mere liye kya hai tu
agar kash samajh paye
mere liye kya hai tu

agar kash samajh paye
mere liye kya hai tu
mere liye kya hai tu
na tha mujhe pata na thi tujhe khabar
ke is kadar kareeb aayenge
bhale hi der se milenge hum magar
likha ke yu naseeb layenge
khush naseebi hai meri aankho ki
jo tera sapna raato ko dekhti hai
khushmizaji hai meri baho ki
teri hararat se khud ko sekti hai

main raat hu aur chand ki
surat ki tarah hai tu
lag ke nahi jo chhutati
aadat ki tarah hai tu
tu agar kaash samajh paye
mere liye kya hai tu
agar kaash samajh paye
mere liye kya hai tu
mere liye kya hai tu

Other Songs From The Zoya Factor

Share Your Comments About Tu Agar Kaash Samajh Paye - Unplugged

Disclaimer

  • Tu Agar Kaash Samajh Paye - Unplugged song lyrics listed in the site are for promotional purposes only
  • We do not provide paid / free Tu Agar Kaash Samajh Paye - Unplugged song download.
  • Tu Agar Kaash Samajh Paye - Unplugged meaning & Tu Agar Kaash Samajh Paye - Unplugged lyrics meaning are available in the tamil Tu Agar Kaash Samajh Paye - Unplugged translation section.
  • There may be slight change from the original lyric and the Tu Agar Kaash Samajh Paye - Unplugged tamil lyrics & Tu Agar Kaash Samajh Paye - Unplugged English lyrics due to the typing error and request you to inform us using the feedback form.
  • Tu Agar Kaash Samajh Paye - Unplugged Mp3 is not available in the site and we request you to buy the original audio cd from Tamil Music Online Stores like