Kyun bich mein ye deewaren hain
Badhane lagi ye daraarein hain
Hai wajah kuch wajahYe dooriyon ke ishaare hain
Samandar mein doobe kinaare hai
Har jagah..har jagahSoyein nazar mein
Sau dard jaage
Bikharti gayi main
Jode jode dhaageHaariyan, yaara matlabi thi teri yariyan
Haariyan, yaara matlabi thi teri yariyan
Yariyan, yaara matlabi thi teri yariyanIshq mein thi kitni khamiyaan
Bas mili hai badnaamiyaanHaan ishq mein thi kitni khamiyaan
Bas mili hai badnaamiyaan
Dil ke mushafir ne dekhi hai
Harpal nakamiyaanSaare khwaab tootein
Aankhon ke aage
Bikharti gayi main
Jode jode dhaageHaariyan, yaara matlabi thi teri yariyan
Haariyan, yaara matlabi thi teri yariyan
Yariyan, yaara matlabi thi teri yariyanJhooti sajna ki yaari
Jhooti thi woh daave-daari
Jhooti nikali dilon ki saude baajiyaanJhooti sajna ki yaari
Jhooti thi wo daave-daari
Jhooti nikali dilon ki saude baajiyaanAaa..
Haariyan, yaara matlabi thi teri yariyan
Haariyan, yaara matlabi thi teri yariyan.