Phoolon ki laashon mein
Taazgi chahta hai
Phoolon ki laashon mein
Taazgi chahta haiAadmi bhutiya hai
Kuch bhi chahta hai
Phoolon ki laashon meinZinda hai to aasmaan mein
Udne ki zidd haiO mar jaaye to
Mar jaaye to sadne ko
Zameen chahta hai
Aadmi bhutiya haiTaang ke basta utha ke tambu
Jaaye door pahadon mein
Wahan bhi dj daaru masti
Chaahe shahar ujadon meinPhir shahar bulaaye usko to
Jaata hai chhod tabahi pichhe
Kudrat ko kar daagdaar sa
Chhod ke apni syaahi pichhe
Chhod ke apni syaahi pichheAur wahi banda
Phir se wahi hariyaali chahta hai
Aadmi bhutiya haiPhoolon ki laashon mein
Taazgi chahta hai
Phoolon ki laashon mein
Taazgi chahta haiAadmi bhutiya hai
Kuch bhi chahta hai
Phoolon ki laashon mein