Koi ghar hai nahi
Hai fikar bhi nahi
Tera dar hai wahi
Tujhe jaana hai jahanAsmaan odh le
Ya hawa mod le
Yaara kar tu wahi
Tune thana jo yahanUdd jaa parindey ve udd zara
Udd jaa parindey na ruk yahan
Hai khuda ke aur bhi asman
Udd jaana hai bas wahanHo banjar ho ya ho firdaus haan
Har rang ka zar lutf utha
Hai khuda ke aur bhi asman
Udd jaana hai bas wahan
Udd jaaEk zindagi hai rabb se mili hai
Iske harpal ko tu apna le
Lab pe dua ho dil mein waffa ho
Anhoni honi karke dikha deTujhme basa khuda
Sach hai ye bakhuda
Tera shehr to hai
Ye saara jahaanKya khabar kya pata
Kal tu hoga kahan
Ye jo pal hai mila
Dil lutaana bepanahUdd jaa parindey ve udd zara
Udd jaa parindey na ruk yahan
Hai khuda ke aur bhi asman
Udd jaana hai bas wahan
Udd jaaBan kabira ek parinda
Udta jaaye to hi jinda
Ban kabira ek parinda
Udta jaaye to hi jindaBan kabira ek parinda
Udta jaaye to hi jinda
Ban kabira kabira kabira re