Agli baar maa puchegi to keh dena
Meri qismat mein pyar shaadi dono nahi hai
Tumne saari duniya ko padh liya hai
Ab dekhna hai mujhe kitna padh sakte hoPar hatho ki lakeero mein
Taaro ko saja hua
Pehli baar dekh raha huMujhko pata na tha ki
Ishq hota hai kya
Tu jo mila to mila
Mujhko mera khudaTujhse ye doori
Kyun dil mera sahe
Tu hi jaruri
Ye dil mera kaheTo hatho se milke
Bichad jaaye aise
Lakeere hai kyunAise na kar tu khuda
Main ishq mein hoon
Aise na kar tu juda
Main ishq mein hoonJhuk ja zara aasman
Main ishq mein hoon
Hone de mujhse gunah
Main ishq mein hoonKya pyar qismat se lad kar
Jeet sakta hai
Kya hamare qismat ne hi
Itne bade bhukamp ko janam diya haiJo pyar zindagi de sakta hai
Kya wahi pyar zindagi le bhi sakta haiMujhko jeene ki
Tune hi to di hai wajah
Banke humsaya
Main jaana tu hi ik jahaanManzil bhi tu tu hi safar
Sath tere rehna magar
Hatho se hath chhute ek dinRootha kyun mera khuda
Main ishq mein hoon
Toota kyun mera jahan
Main ishq mein hoonJhuk ja zara aasman
Main ishq mein hoon
Hone de mujhse gunah
Main ishq mein hoon