Makhmali Lyrics

Makhmali Song Lyrics in English

Pehli dafa jo mili hain
Ye shaam hain baawali si
Tu saath hain toh piya ji
Rait bhi hain makhmali si

Pehli dafa jo mili hain
Ye shaam hain baawali si
Tu saath hain toh piya ji
Rait bhi hain makhmali si

Tasveer se baahar
Tu yun aaya hain
Tu yun aaya tasveer se bahar samne

Yeh ambar nadiya
Sab mann ki galiya
Haan ambar nadiya
Mann ki galiya sab ho gaye

Makhmali makhmali
Pyar tera makhmali
Makhmali makhmali
Pyar tera makhmali
Saawre tera sath hain saawre

Tere sang hum jugnu bhi taare
Tere sang mithe poore saare
Tere sang humne jo maanga hain
Sab hi mukammal huya

Ho tere raaste pe jo chale hain
Teri aadaton mein yun dhale hain
Tere sang hain to hum bhale hain
Yeh humko haasil huya

Main prem ki chhaya tu poori kaaya
Hum chhaya kaya ek duje mein kho gaye

Teri saans ki dastak
Se jaan ki hadd tak
Haan saans se lekar
Jaan ki hadd tak
Hum ho gaye

Makhmali makhmali
Pyar tera makhmali
Makhmali makhmali
Pyar tera makhmali

Makhmali
Pyar tera makhmali

Other Songs From Samrat Prithviraj

How Many Likes for Makhmali Song ?

Latest Movie Lyrics

You may also be interested in

Share Your Comments About Makhmali

Disclaimer

  • Makhmali song lyrics listed in the site are for promotional purposes only
  • We do not provide paid / free Makhmali song download.
  • Makhmali meaning & Makhmali lyrics meaning are available in the tamil Makhmali translation section.
  • There may be slight change from the original lyric and the Makhmali tamil lyrics & Makhmali English lyrics due to the typing error and request you to inform us using the feedback form.
  • Makhmali Mp3 is not available in the site and we request you to buy the original audio cd from Tamil Music Online Stores like