Naina Naina Tere Naina Kamal Karte Hai Lyrics

Mushkil
Mushkil
Ravi Chopra , Vardan Singh
Ravi Chopra I

Naina Naina Tere Naina Kamal Karte Hai Song Lyrics in English

naina naina tere naina naina
tere naina kamaal karte hai
naina naina tere naina naina
tere naina kamaal karte hai
chaina chaina liye jaye chaina
bura dil ka haal kare hai
khud jawab dete hai khud sawal karte hai
naina naina tere naina naina
tere naina kamaal karte hai
chaina chaina liye jaye chaina
bura dil ka haal kare hai
khud jawab dete hai khud sawal karte hai

naina naina tere naina naina
tere naina kamaal karte hai
aisa samndar naino mein tere
doobe hai inme sau khaawb mere
wo o aisa samndar naino mein tere
doobe hai inme sau khaawb mere
palko pe teri meri neend soye
tere sang jaage mere sawere
kabhi hauslo ko hawa de
kabhi faslo ko badha de
kabhi hauslo ko hawa de
kabhi faslo ko badha de
dil samjh nahi pata
aisi chaal chalte hai
naina naina tere naina naina
tere naina kamaal karte hai

kaise main samjhu naino ki bhasha
kabhi dard bakashe kabhi de dilasa
wo o kaise main samjhu naino ki bhasha
kabhi dard bakashe kabhi de dilasa
sharmo haya ki hade tod jaye
mere dil pe apne nishan chhod jaye
mehfeel mein karke gustakhi
tanhai mein maange maafi
mehfeel mein karke gustakhi
tanhaai mein maange maafi

ye jaha ki rasmo ka
kab khayaal karte hai
naina naina tere naina naina
tere naina kamaal karte hai
chaina chaina liye jaye chaina
bura dil ka haal kare hai
khud jawab dete hai
khud sawal karte hai
naina naina tere naina naina
tere naina kamaal karte hai

How Many Likes for Naina Naina Tere Naina Kamal Karte Hai Song ?

Latest Movie Lyrics

You may also be interested in

Share Your Comments About Naina Naina Tere Naina Kamal Karte Hai

Disclaimer

  • Naina Naina Tere Naina Kamal Karte Hai song lyrics listed in the site are for promotional purposes only
  • We do not provide paid / free Naina Naina Tere Naina Kamal Karte Hai song download.
  • Naina Naina Tere Naina Kamal Karte Hai meaning & Naina Naina Tere Naina Kamal Karte Hai lyrics meaning are available in the tamil Naina Naina Tere Naina Kamal Karte Hai translation section.
  • There may be slight change from the original lyric and the Naina Naina Tere Naina Kamal Karte Hai tamil lyrics & Naina Naina Tere Naina Kamal Karte Hai English lyrics due to the typing error and request you to inform us using the feedback form.
  • Naina Naina Tere Naina Kamal Karte Hai Mp3 is not available in the site and we request you to buy the original audio cd from Tamil Music Online Stores like