Hmm hmm
Pam para rara rum
Ho raha hai jo ho raha hai kyon
Tum na jaano na hum
Pam para rara rumKya pata hum mein hai kahani
Ya hai kahani mein hum
Pam para rara rumKabhi kabhi jo ye aadhi lagti hai
Aadhi likh de tu aadhi reh jaane de
Jaane deindagi hai jaise baarishon ka pani
Aadhi bhar le tu aadhi beh jaane de
Jaane deHum samundar ka ek katra hai
Ya samandar hai hum
Pam para rara rumYe hatheli ki lakeeron mein
Likhi saari hai
Ya zindagi humare
Iraadon ki maari haiHai teri meri samajhdari
Samajh paane mein
Ya isko na samajhna hi
Samajhdari haiBaithi kaliyon pe titli ke jaisi
Kabhi rukne de kabhi udd jaane de
Jaane deZindagi hai jaise baarishon ka paani
Aadhi bhar le tu aadhi beh jaane de
Jaane deHai zaroorat se thodi zyada
Ya hai zaroorat se kam
Pam para rara rumKya pata hum mein hai kahani
Ya hai kahani mein hum
Pam para rara rum