Rago mein khun hai
Nahi sookun hai
Dehakte kalb mein
Bhara junoon haiZulm ke khilaf
Ye haq ki jung hai
Shamshir pe chadha
Lahu ka rang haiToofan chal pada
Mitane kaafila
Ali ka noor hai na
Wo navi ka chain haiHussain hai hussain hai
Noorehaq hussain hai
Hussain hai hussain hai
Imaamehaq hussain haiHazar laskaron pe bhaari
Naam ek hussain hai
Hussain hai hussain hai
Noorehaq hussain haiAasmaan pe hai adam
Jameen hai lahu se nam
Sulagti aag narm mein
Bhadak rahi hai dum badamUtha humari jism se
Lahu mein ek ubaal hai
Aju ke waste yahan
Kadam kadam mazal haiTumhe to ilm hi nahi
Zara bhi unke garbh ka
Baha na de kahin tumhe
Toofan unke sabr kaBaha na de kahin tumhe
Toofan unke sabr ka
Kehar kehar baras pada
Jidhar uthaye nain haiHussain hai hussain hai
Noorehaq hussain hai
Hussain hai hussain hai
Imaamehaq hussain haiHazar laskaron pe bhaari
Naam ek hussain hai
Hussain hai hussain hai
Noorehaq hussain haiHaan ali
Haan aliHar daur uthegi
Haq ke liye shamshir
Har baar tootegi
Burai ki janjirHar daur uthegi
Haq ke liye shamshir
Har baar tootegi
Burai ki janjirJung ki dahaad hai
Sar pe junoon sawar hai
Na behne ka hai dar ise
Lahu ki ye lalkaar hai
Rivayate hussain hi mazboor haiHussain hai hussain hai
Noorehaq hussain hai
Hussain hai hussain hai
Imaamehaq hussain haiHussain hai hussain hai
Noorehaq hussain hai