Tu zinda hai tu zindagi ki
Jeet mein yaqeen kar
Agar kahin hai swarg toh
Utaar la zameen parGhamon ke aur char din
Sitam ke aur char din
Guzar bhi jayenge yeh din
Guzar gaye hazaar dinHero
Hero
Banega kal tera hai kal
Hero
Banega kal banega kal
Hero
Hai tera kal hai tera kalHumare karwaan ko
Manzilon ka intezaar hai
Ye aandhiyon ye bijliyon
Ki peeth par sawaar haiHaan humare karwaan ko
Manzilon ka intezaar hai
Ye aandhiyon ye bijliyon
Ki peeth par sawaar haiTu aa kadam mila ke chal
Chalenge ek saath hum
Agar kahin hai swarg toh
Utaar la zameen parHero
Hero