Bhide koi humse agar
Khade khade wahi gad de
Chhode nahi kuch bhi kasar
Poora huliya bigad deKare nahi bol bachchan
Khali pili nahi bhonkate
Satke jo apna magaj
Hum kass ke dahad deKiya jisane bhi hum se jhagda
He jhagda re
Aake jo bhi samne se akda
Sidha girebaan uska pakda
He pakda re
Toda fir hath pair jabdaHai lafda zala wakda tikda
Wakda tikda wakda tikda
Lafda zala wakda tikda
Wakda tikda wakda tikdaLafda zala wakda tikda
Wakda tikda wakda tikda
Lafda zala wakda tikda
Wakda tikda wakda tikdaJahan jahan dhoom dham
Wahan wahan ghoom gham
Ke aa gaye aa gaye aa gaye
Bada bada ghav wav
Vada vada pav jan ke kha gaye
Kha gaye kha gayeLena dena apna kya hai
Tadak bhadak bangalo se
Apna to sadak aashiyana hai
Aur footpath mast naram naram takiya hai
Khula aasman shamiyana haiHume duniya jahan ne ragada
Bada ragda re
Kiya iss dil pe war tagda
Gali phatkar khake apni ye haddiyan
Bani lokhand aur lakadaHai lafda zala wakda tikda
Wakda tikda wakda tikda
Lafda zala wakda tikda
Wakda tikda wakda tikdaLafda zala wakda tikda
Wakda tikda wakda tikda
Lafda zala wakda tikda
Wakda tikda wakda tikdaMari wari jeb veb lagi kabhi yaar
Lottery lottery lottery lottery
Kabhi gaye jail vel kabhi kabhi kaal
Kothari kothari kothari kothariHume nahi farak warak padta
Yaar guthali se
Apun ko sirf aam khana hai
Diya viya kuch nahi hai
Isne sirf chhina hai
Duniya ka game to bajana haiBure halat ne hai jakada
Hume jakada re
Kabhi rote nahi hai dukhada
Bhara seene ke dard
Phir bhi har haal mein
Mile hasata jhakas mukhadaHai lafda zala wakda tikda
Wakda tikda wakda tikda
Lafda zala wakda tikda
Wakda tikda wakda tikdaLafda zala wakda tikda
Wakda tikda wakda tikda
Lafda zala wakda tikda
Wakda tikda wakda tikda