Teri aankhon mein jhaakne wala
Tere hothon pe kaapne wala
Teri baaton mein bolne wala
Baal raaton mein kholne walaGarm saanson mein
Ghull raha hai jo
Woh akele mein mill raha joKhwab mein aake pyar karta hai
Roz sau baar tumpe marta hai
Khwab mein aake pyar karta hai
Roz sau baar tumpe marta haiKhinch ke bajuon mein lele jo
Kaan ki waaliyon se khele joHaq jatata hai jo sabhi tumpe
Puchhna chahta hoon main tumse
Haq jatata hai jo sabhi tumpe
Puchhna chahta hoon main tumseKaun hai kaisa
Kaun hai kaisa
Kaisa dikhta haiKaun hai kaisa
Kaisa dikhta haiJaanta hoon ke nahi
Main woh nahi
Main woh nahiWoh ki jis se
Tumhein mohabbat hai
Tumhein mohabbat hai