Ranj jashna hai dhvanj jashna hai
Soch jashna hai saaj jashna hai
Aash jashna hai pyas jashna hai
Sans sans jind jaan jashna haiJuthe fasane dhundhe thikane
Jebe tarase dilkas bahane
Subho ke sadko mein sajde bichhaye ho
Shamo ke chhaye jo chhaye duaen hoJuthe fasane dhundhe thikane
Jebe tarase dilkas bahaneJashna jashna hai
Jashna jashna hai
Jashna jashna haiJigar jashna hai figure jashna hai
Sabz jashna hai surkh jashna hai
Dhoop jashna hai aabh jashna hai
Dhadkano ki har taal jashna haiMausam uchhale khusboo ke pyale
Rango mein chhalke dilkas ujale
Ankho pe chhaye jo rimjim ghataye ho
Jismo se lipte jo resam hawayein hoHo dekha dekha inn ankho ne
Ek laskaara aisa bhi
Jaise behte paani mein
Ho ek angara jaisa jiDheeme se aaye jo
Chhaye nigaho mein
Guzare khumari mein
Chahat ki raaho seAnkho pe chhaye jo rimjim ghataye ho
Jismo se lipte jo resam hawayein hoDard jashna hai dard jashna hai
Saaj jashna hai saaj jashna hai